My mithoo left me:(
Baray logo ke bari batein....
Kisi ne Allama Iqbal se pocha "aqal ki intiha kya hy?"
jawab mila: "Hairat"
phir pocha gaya:
hairat ki intaha?
Jawab mila '' ishiq
"ishq ki intiha kya hy?"
farmaya: "Ishq la intiha hy, es ki koi intiha nahi"
sawal karne wale ne kaha: "magar aap ne likha hy,
'tere ishq ki intiha chahta hon''
aap ne muskura kr kaha: "dosray misray me apni ghalti ka aitraaf b kya hy k
"Meri saadgi dekh kya chahta hon":-)

Some words by Lala..
Kbi sochta k mai khuch kahun,
Kbi sochta hun keh mai chup rahun,
Admi jo khta ha,admi jo sunta ha,
Zndge bhr vo sadaen pecha krti han,
Admi jo leta ha admi jo dta ha,
Zndge bhr vo duaen pecha krti han,
Koe b ho hr khawb scha nai hta,
Boht ziada pyar b acha nhe hta,
Kbi daman churana ho tu mushkil ho,
Pyar k rishtay toten tu,pyar k rasty choten tu,
Rasty mai phr wafaen pcha krti han,
Kbi kbi mann dhup k karan tarasta ha,
Kbi kbi phr jhoom k sawan brsta ha,
Palak jhpkay,
Yahan mosam bdl jae,
Pyas ghat'ti nhe,
Ik buund mlti nhe,
Aur phr kbi rim jhim ghtaen pecha krti han,
Admi jo khta ha....
Admi jo sunta ha....

Hawaa udaye k tum udao....
Talu_e_shams_e_mufaraqat ha,
Purani Kirnen Naye Makanon K Angono Mai Laraz Rahe Han,
Faseel_e_shehr_e_wafa Ke Rozan Chamkte Zaro'on Sy Bhr Gae han,
Gaye Dinu Ki Aziz Baaten Nigar Subahen Gulab Raten,
Bisaat_e_dil b Ajeb shay ha hazar jiten Hazar Maten,
Tum Apni Ankhn Mai jhlmilaty hoay Sitaron Ko Mout Dy Do,
Gae Ruton Ke Tmam Pholon Tmam kharo ko Mout Dy Do,
Naye Safar ko Hayat Bakhsho,
Keh Pchli Raho Py Sbt Jtny Naqsh_o_Paa han,
Vo Baar Hon Gen,
Hava Udaey K Tm Udao...

Thee adawat he bhari jn k dilo k andar..
Thay shanasa bhe kai halqa-e-aghyar k sath...
Ho gae dushmani unko meri raftar k sath...
Thee adawat hee bhari jin k dilo k andar...
Muj ko aye thy samjhany wo baray pyar k sath...
Kitnay majboor thy hum apni wazaa k hathoo...
Hum nibhatay hen murawat bhe tery yaar k sath....
Hum ny mangee nhe bheek muhabat ke kabhi....
Zindaa rakhe hy anaa hum ny isi haar k sath...
Jo maseeha hy wo yeh bat bhulaa deta hy...
Talkh gooie nhe ache kici bemaar k sath....

..Mera Her Lafz Rota Hai....
Yehi wada lia tha na,
Hamesha khush hi rehna hai,
Lo dekho! dekh lo a k,
Meri ankhon ko dekho tum,
Ye kitni shokh lgti hain,
Mere honton ko dkho tm,
Hamesha muskuratay hain,
Koi b gham agr aya,
Use hans kr saha main ny,
Mery chahray ko dkho tm,
Hamesha pursakon ho ga,
Kia tha main ne jo tm se,
Wo wada kr dia pura,
Mgr ik bat hai pyare,
Kabi jo wakt mil jae,
To meri shayari parhna,
Tmhain mehsos tu ho ga,
Kahin talkhi bhara lehja,
Kahin pe sard sa lehja,
Kahen pe dard ki jheelain,
Kahen lahje ki krwahat,
Suno!
Main khush to hun lekin,
Mera Hr Lafz Rota Hai.
Hamesha khush hi rehna hai,
Lo dekho! dekh lo a k,
Meri ankhon ko dekho tum,
Ye kitni shokh lgti hain,
Mere honton ko dkho tm,
Hamesha muskuratay hain,
Koi b gham agr aya,
Use hans kr saha main ny,
Mery chahray ko dkho tm,
Hamesha pursakon ho ga,
Kia tha main ne jo tm se,
Wo wada kr dia pura,
Mgr ik bat hai pyare,
Kabi jo wakt mil jae,
To meri shayari parhna,
Tmhain mehsos tu ho ga,
Kahin talkhi bhara lehja,
Kahin pe sard sa lehja,
Kahen pe dard ki jheelain,
Kahen lahje ki krwahat,
Suno!
Main khush to hun lekin,
Mera Hr Lafz Rota Hai.
Tuje dhundta hun men ko-ba-ko...
Kabhi is nagar tujhy dekhna kabhi uc nagar tujhy dhundna,
Kabhi raat bhar tujhy sochna,kbi raat bhr tujhy dhundna,
Mujy ja bja teri justju tujhy dhundta hun mai ko_ba_ko,
Kahan khul ska tery ru_ba_ru,mera ic qadar tujhy dhundna,
Mera khawb tha k khyal tha vo aroj tha k zawal tha,
Kabhi arsh par tjhy dkhna kbi farsh par tjhy dhundna.......

Kitna such hy yeh.....
Main ne us k badly lahjay ki wazahat poochi,
kuch dair khamosh raha,
phir muskura k bola,
''PAGAL''
Jab Lehjay badal jayen to wazahatain kaisi...?
kuch dair khamosh raha,
phir muskura k bola,
''PAGAL''
Jab Lehjay badal jayen to wazahatain kaisi...?
Wo Khudaa..Meri zaat k andar mla muje..
Gardish k baad zaat ka mehvar mila mujhy ..
Jis se nikal gaya tha wohi ghar mila mujhy ..
Zarray k aik juz se khula raaz-e-kayenaat,
Qatray ki wussaton mein samundar mila mujhy ..
Kitni ajeeb baat hai jo chahta tha mein,
Qismat se us tarha ka muqaddar mila mujhy ..
Main tha k kaifiyaat k pardon mein qaid tha,
Wo tha k her lihaz se khul kar mila mujhy ..
Dunia ki wussaton mein Usey dhoondta raha,
Lekin wo KHUDA meri zaat k andar mila mujhy ..!!!

Aey raat dhal jaa k tbyat udas hy..
Right now lying in my bed..today was v.painful day..but God showered his blessing(rain) on my city in evening..it was v.beautiful rain..lighting,clouds, n night..i recorded the voice of rain ,clouds roaring, and of wind blowing..yeh sb mje bht acha lgta hy..1thing more i like that z to wear open shoes in summers..but inspite of this likeness i always preferred to wear coat shoes.even when i was in wah i didn't use sendals...except parties always i used the shoes with tassel.Today i went to DUA n i worn off white open shoes.Residents liked that 1st time i used open sandals in DUA.when i was coming back to home..my foot caught by iron rods in van..and by releasing my foot from that broken iron rods i got 3 cuts..also when foot was in that rods..and i was trying to release that my body went imbalance. At that time my hand also hurt with another iron stand.ahhh ami g.everyone of van saw my foot .bleeding was started..I came to home.abu was sleeping and ami was not at home.I offered juma 's namaz and went asleep..after getting up i made lunch for me.when ami entered in home at 4p.m i called her in loud voice...amiiiii. Ami reached to lounge and asked kya hua?i shown her my foot.she got worry and asked yeh kya kiya.i said i did nothng..it happened in van..mom said abu kahan hen tmhry?tmhen lay k q nhe aye? I said he was sleeping and was not picking up my call.mom said beta abi to tmhra bukhar b nhe utra r tm chot lgwa lie..ami ke bat sy yad mje bukhar bhe to aa rha hy kucd din sy..yes i am having fever from one week.today i was better so i went to DUA and brought cuts on my heel..the 1st day when i got fever nobody was at home.only rice was with me.All were went to village..fever came along with vomitings n stomach pain..the day before i ate koftay.that didn't suit me :(.only chicken suits my body. Rest are forbidden for me..at that day when i was with high pain n fever.i even couldnt sit..nobody was coming in mind to whom i can ask to bring medicine.at 11 a.m i phoned to my student Ammara that plz bring medicines for me..nobody at home.and rice is small he cant go to market alone..she went with her father to bazar n brought medicines for me.when she came i was asleep..she came near to me but didnt wake me up..after an hour when i felt some1's presence in my room..I opened my eyes..i saw rice and ammara was looking at me.she smiled n asked ma'am are u ok?her smile taken away all my pain..i forgot fever..she z so caring n sweet.she even can read my thoughts sometimes.she acts in way what i like...i also can read thoughts of others from their conversation..from their behavior...people decieve me.i understand.but i d't show it..i act like other feels that he z successful in deceiving.same happened today.i was decieved but i reamaind quite.i gathered my courage...bolnay sy hota b kya?kici ke nature to nhe bdal skty..and found answers of all my questions.even that person didn't tell me..but at the end one thing was embarrasing me.Allah was looking with furious eyes.and said "ab aaram aa gya" and i could say only this "sorry Allah " : (
Men pagal..ajke shaam... yeh poetry aey shaam try naam,
Wo jazbon ki tijarat thi ye dil kuch aur samja
Usey hansney ki aadat thi ye dil kuch aur samja
Mujhey us ne kaha aao nai dunia basatey hain
Usey soojhi shararat thi ye dil kuch aur samja
Wo mere paas baitha dair tak ghazlain meri sunta
Usey khud se muhabbat thi ye dil kuch aur samja
*~innocent~*

Aj ke sham..buht dard mila.with tears writing this...
Mujhe bar bar sada na de
Meri hasrton ko hawa na de
Mery dil mein Aatish-e ishq hai
Meri aag tujko jala na de
Mera ishq hai meri zindagi
Mera ishq hai meri bandgi
Muje Ashiqon mein shumar kr
Muje Ashqi kq sila na äe
Main Gada nahi hon fakeer hon
Main Qlandron ka ameer hon
Muje tujse kuch nahi chahiye
Muje mangny ki ada na de
Muje dard-o soz-o gudaaz de
Muje apne ghum se nawaz de
Tera dard bhi mere dil mein ho
Muje dard-e-dil ki dawa na de..
Meri hasrton ko hawa na de
Mery dil mein Aatish-e ishq hai
Meri aag tujko jala na de
Mera ishq hai meri zindagi
Mera ishq hai meri bandgi
Muje Ashiqon mein shumar kr
Muje Ashqi kq sila na äe
Main Gada nahi hon fakeer hon
Main Qlandron ka ameer hon
Muje tujse kuch nahi chahiye
Muje mangny ki ada na de
Muje dard-o soz-o gudaaz de
Muje apne ghum se nawaz de
Tera dard bhi mere dil mein ho
Muje dard-e-dil ki dawa na de..
Kahein tum...
Kahein tum apni qiSmat ka likha tabdeel kar latey,
T0 Shayad hum bhe apna faiSla tabdeel kar latey,
Agr hum waqai kam h0oSla h0tey muhabt mein,
T0 Marz barhny Se pehly hi dawa tabdeel kar latey.
Tumhary Sath chalny pr j0 dil razi nahi h0ta,
Buhut pehly hum apna raSta tabdeel kar latey.
Tumhari tarha jeenay ka hunar ata t0 phir Shayad,
Makaan apna w0hi rakhtay pata tabdeel kar latey...!!!

A friend sent me thz beautiful poetry..
Zameen pe Chal Na Saka Aasmaan se bhi gaya,
Katta k Par Wo Parinda Urraan se bhi gaya,
Tabah kar gai Pakkay Makaan ki Khwahish,
Main Apny Gaaon k Kachy makan se bhi gaya,
Parai aag mai bhi jal ker kaya mila tujh ko,
Usy bacha na saka or apni jan se bhi gaya,
Bhulana chaha to us ki bhi intaha ker di,
Wo shaks ab mary wahmo_guman se bhi gaya,
Kisi k hath se nikla howa wo teer hoon main,
Haddaf ko chu na saka or kaman se bhi gaya........
--------------------------------------------------------------
Ovi Mail: Available in 20 languages
http://mail.ovi.com

Subscribe to:
Posts (Atom)